Koi Toh Raabta
๐ต 720 characters
โฑ๏ธ 4:33 duration
๐ ID: 6804180
๐ Lyrics
Koi toh raabta hoga Koi toh rishta hoga
Main Tera kya, Tu meri kaun
Aankhen bate kare, lab hain maun
Darmiyan jo hain shokeyan wo hain
Jane kaisi hai Nadaniya
Dekhu tujko toh nazre tu churaya kare
Phone pe ghanto batein tu banaya kare
Choti Choti adatein meri
Adayein se tujhe kyun lage
Dil ka haal kya sawaal hai
Jaane kyu yeh pareshan hai
Ho raha kya yeh kuch alag sa kyu hai haal tera
Saath mere ho tu, kyu rang nikhar aye tera
Dooriyan toh hai yaariyan toh hai
Nachati kyu phir khamoshiyan
Kuch kahe bhi na kuch sune bhi na
Jane kaise yeh sargoshiyan
Koi toh raabta hoga Koi toh rishta hoga
Tu jagaye bhi tu sulaye bhi
Jab tan ha hun, saath aaye bhi
Maine kaha kya hai
Tune suna kya hai
Jane kaisi ye sargoshiyaan
Main Tera kya, Tu meri kaun
Aankhen bate kare, lab hain maun
Darmiyan jo hain shokeyan wo hain
Jane kaisi hai Nadaniya
Dekhu tujko toh nazre tu churaya kare
Phone pe ghanto batein tu banaya kare
Choti Choti adatein meri
Adayein se tujhe kyun lage
Dil ka haal kya sawaal hai
Jaane kyu yeh pareshan hai
Ho raha kya yeh kuch alag sa kyu hai haal tera
Saath mere ho tu, kyu rang nikhar aye tera
Dooriyan toh hai yaariyan toh hai
Nachati kyu phir khamoshiyan
Kuch kahe bhi na kuch sune bhi na
Jane kaise yeh sargoshiyan
Koi toh raabta hoga Koi toh rishta hoga
Tu jagaye bhi tu sulaye bhi
Jab tan ha hun, saath aaye bhi
Maine kaha kya hai
Tune suna kya hai
Jane kaisi ye sargoshiyaan