Bheege Bheege Labon Se
๐ต 641 characters
โฑ๏ธ 3:10 duration
๐ ID: 6805118
๐ Lyrics
Toot ke khud se bikhar jaoon aaj
Tujhme hi pighla doon ye ruva ruva
Darmiyaan na ho zara bhi faasla
Odh loon lams tera main iss tarah
Bheege bheege labon se tu peele zara zara
Dariya dariya ye jo mujhme hai bhara
Tujhme rahe na tu, mujhme na main rahoon
Ek doosre mein dono mil jaaye aa
Bheege bheege labon se tu peele zara zara
Dariya dariya ye jo mujhme hai bhara
Pyasa tu, mausam main baarishon ka
Lamha hoon main teri khwahishon ka
Haan... barsa doon tujhpe main baadal saare
Boondein ye aaja nichod lena
Saason ki in hararton se
Jal jaaye dil tera mera