Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Sehna

๐Ÿ‘ค JANI feat. superdupersultan โ€ข ๐ŸŽผ Sehna โ€ข โฑ๏ธ 2:39
๐ŸŽต 1607 characters
โฑ๏ธ 2:39 duration
๐Ÿ†” ID: 6845311

๐Ÿ“œ Lyrics

Kaisa sukoo'n hai?
Har paasey tu hai
Ata nahe hai mujhkou sehna (kyun?)
Bhardou iss dil kay khaakey
Bolo badley mai kiya dein?
Muhabbat kam parey tou kehna (Yeah Yeah)
Likh daaley Qaseedey kahin tum parhti nahe
Nazuk woh haalat-e-dil, aur bigarti rahi
Shikayatein laabou pey ati rahi
Sudharney ki toufeeq kahan thi abhi?
Aik shaam jab aogey giley ginwaogey
Kehdunga mujhey tum yaad he nahe
Inteha hui bas abb
Har zulm phele sey barh kar
Tham gaye hain woh aatey aatey jou jaan detey thay kal tak
Atey hain terey qadmou mai
Kitney mujh jaisey har shab he
Nayaab hain ujaley barsou sey
Yeh saari roonaqein tujh sey thein
Taasuraat lagey aaj
Be-qabu hain gham kay saaz
Kiya kuch karwa gayi hai "Mouseeqi" (Mouseeqi)
Woh aik lamha, aik khayal, lagta hai abb aik aik saal
Aajiz agaye hain khud sey he (khud sey he)
Aajiz agaye sehtะตy sehtey
Har ada kay agay behkay
Sirf kheriyat poochein woh
Dil laga gaye bethey bethey
Kiya ab dil bech aaein bolou?
Ya ghanimat samjhein dono
Baarish ki tarah hou tum bhi mann bhela detey hou choro
Hansna tak bhool chukey hain hum
Yeh chehrey udaas he sahi hain
Itni shid'dat sey tootey hain kay jur jayein waapis sawal he nahe hai
Neend tou bas aik bahana tha
Tujh sey rihayi ka dard-e-tanhayi ka
Warna Kasam Khuda ki
In aankhou mai bacha koi khuwaab he nahe hai
Atey hain terey qadmou mai
Kitney mujh jaisey har shab he
Nayaab hain ujaley barsou sey
Yeh saari roonaqein tujh sey thein
Taasuraat lagey aaj
Be-qabu hain gham kay saaz
Kiya kuch karwa gayi hai "Mouseeqi" (Mouseeqi)
Woh aik lamha, aik khayal, lagta hai abb aik aik saal
Aajiz agaye hain khud sey he (khud sey he)

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings