Aarzoo E Mohabbat
๐ต 654 characters
โฑ๏ธ 8:41 duration
๐ ID: 6930933
๐ Lyrics
Aarzo-e-mohobbat hai dil me.
Is khusi ka bharosa nahi hai .
Zazbaaye aashikaana salaamat
Berukhi ka bharosa nahi hai
Har naye mod par zindagi k
Ik naya hamsafar saath hoga
Jaane kab kaun dil tod jaaye
Ajnabi ka bharosa nhi hai .
Pyaar se hamko apna bana kar
Bholi bhali nigaahon ne luta
Sanch to ye hai ke ab banda parwar
Saadgi ka bharosa nhi hai
Hamne apno se khaaye hain dhoke
Chup hain har ek ka mooh tak rahe hain
Jaan pehchaan kya dushmano se
Dosti ka bharosa nahi hai.
Dil se dil ka takaza hai hairaan
Baaz aaye ham is dillagi se
Dil hi kambakht apna nahi hai
Ab kisi la bharosa nahi hai.
Aarzo-e-mohobbat hai dil me
Is khusi ka bharosa nahi hai .
Is khusi ka bharosa nahi hai .
Zazbaaye aashikaana salaamat
Berukhi ka bharosa nahi hai
Har naye mod par zindagi k
Ik naya hamsafar saath hoga
Jaane kab kaun dil tod jaaye
Ajnabi ka bharosa nhi hai .
Pyaar se hamko apna bana kar
Bholi bhali nigaahon ne luta
Sanch to ye hai ke ab banda parwar
Saadgi ka bharosa nhi hai
Hamne apno se khaaye hain dhoke
Chup hain har ek ka mooh tak rahe hain
Jaan pehchaan kya dushmano se
Dosti ka bharosa nahi hai.
Dil se dil ka takaza hai hairaan
Baaz aaye ham is dillagi se
Dil hi kambakht apna nahi hai
Ab kisi la bharosa nahi hai.
Aarzo-e-mohobbat hai dil me
Is khusi ka bharosa nahi hai .