Tu Hindu Banega Na Musalman
๐ต 1438 characters
โฑ๏ธ 5:35 duration
๐ ID: 7090114
๐ Lyrics
Tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega

Achchha hai abhi tak tera kuch naam nahi hai
Tujhko kisi majhab se koi kaam nahi hai
Jis ilm ne insaan ko taksin kiya hai
Us ilm ka tujh par koi iljaam nahi hai
Tu badle huye waqt ki pehchan banega insaan ki aulad hai insaan banega

Malik ne har insaan ko insaan banaya hamne use hindu ya musalman banaya
Kudrat ne to bakshi thi hame ek hi dharti
Hamne kahi bharat kahi iran banaya
Jo tod de har band vo tufan banega
Insaan ki aulad hai insaan banega

Nafrat jo sikhaye vo dharam tera nahi hai insaan ko jo ronde vo kadam tera nahi hai
Kuran na ho jisme vo mandir nahi tera
Gita na ho jisme vo haram tera nahi hai
Tu amn ka aur sulah ka armaan banega

Ye din ke taajar,ye vatan bechne wale vatan bechne wale
Ye din ke taajar,ye vatan bechne wale
Insaano ke laasho ki kafan bechne wale kafan bechne wale
Insaano ke laasho ki kafan bechne wale
Ye mehlo me baithe huye katil,ye lutere
Kaanto ke vajru hai chaman bechne wale
Tu inke liye maut ka ailaan banega

โฑ๏ธ Synced Lyrics
[00:43.52] Tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega
[00:52.52] Tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega
[01:16.36] Achchha hai abhi tak tera kuch naam nahi hai
[01:20.83] Tujhko kisi majhab se koi kaam nahi hai
[01:42.06] Jis ilm ne insaan ko taksin kiya hai
[01:45.80] Us ilm ka tujh par koi iljaam nahi hai
[01:51.49] Tu badle huye waqt ki pehchan banega insaan ki aulad hai insaan banega
[01:55.06] Tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega
[02:48.78] Malik ne har insaan ko insaan banaya hamne use hindu ya musalman banaya
[03:04.49] Kudrat ne to bakshi thi hame ek hi dharti
[03:04.86] Hamne kahi bharat kahi iran banaya
[03:05.94] Jo tod de har band vo tufan banega
[03:06.65] Insaan ki aulad hai insaan banega
[03:07.65] Tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega
[03:29.75] Nafrat jo sikhaye vo dharam tera nahi hai insaan ko jo ronde vo kadam tera nahi hai
[03:53.68] Kuran na ho jisme vo mandir nahi tera
[03:58.04] Gita na ho jisme vo haram tera nahi hai
[04:03.02] Tu amn ka aur sulah ka armaan banega
[04:08.17] Insaan ki aulad hai insaan banega
[04:13.02] Tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega
[04:33.22] Ye din ke taajar,ye vatan bechne wale vatan bechne wale
[04:37.54] Ye din ke taajar,ye vatan bechne wale
[04:44.26] Insaano ke laasho ki kafan bechne wale kafan bechne wale
[04:48.58] Insaano ke laasho ki kafan bechne wale
[04:56.29] Ye mehlo me baithe huye katil,ye lutere
[05:00.99] Kaanto ke vajru hai chaman bechne wale
[05:05.32] Tu inke liye maut ka ailaan banega
[05:15.43] Insaan ki aulad hai insaan banega
[05:19.99] Tu hindu banega na musalman banega insaan ki aulad hai insaan banega
[05:28.98]