Kalakar
๐ต 1091 characters
โฑ๏ธ 3:27 duration
๐ ID: 7140834
๐ Lyrics
Suno suno sab suno
Kissa mazedar hai
Ak mein ak tum ak kalakar hai
Ghor se tum suno
Kiya yay samachar hai
Tu hai kon mein hoon kon
Kon kalakar hai
Yahan...
Talashe usi ko sabhi
Mile na kisi ko wohi
Kiya kahi mai woh to nahi
Woh nahi to phir may kon
Mein kalakar hoon
Yaar o ka yar hoon
Dosto sab suno
Ak funkar hoon
Darbadar befikar
Ak laachar hoon
Sab tamasha tera
Mein adakaar hoon
Nikal pare ak din
Ghar chor char ke
Soch ke yay chale ke
Hum bhi kalakar hein
Agar tumhain yaad ho
School may parha bhi ho
Hath may hath lo
Sath mil ke barho
Barhe chalo
Khari hay rah dosto
Thakan ka nam bhi na lo
Utha diya qadam agar
To khatam hay bas ab safar
Chale chalo
Barhe chalo
Yahan...
Dekhle mein hoon tera fakeer
Hai pata janat e benazir
Mein ghareeb ak tu hi ameer
Jan le ke mai hu kon
Mein kalakar hoon
Yaar o ka yar hoon
Dosto sab suno
Ak funkar hoon
Darbadar befikar
Ak laachar hoon
Sab tamasha tera
Mein adakaar hoon
Char din ki Yay zindagi
Asan ho teri meri...
Mein kalakar hoon
Dosto sab suno
Ak funkar hoon
Darbadar befikar
Ak laachar hoon
Sab tamasha tera
Mein adakaar hoon
Kissa mazedar hai
Ak mein ak tum ak kalakar hai
Ghor se tum suno
Kiya yay samachar hai
Tu hai kon mein hoon kon
Kon kalakar hai
Yahan...
Talashe usi ko sabhi
Mile na kisi ko wohi
Kiya kahi mai woh to nahi
Woh nahi to phir may kon
Mein kalakar hoon
Yaar o ka yar hoon
Dosto sab suno
Ak funkar hoon
Darbadar befikar
Ak laachar hoon
Sab tamasha tera
Mein adakaar hoon
Nikal pare ak din
Ghar chor char ke
Soch ke yay chale ke
Hum bhi kalakar hein
Agar tumhain yaad ho
School may parha bhi ho
Hath may hath lo
Sath mil ke barho
Barhe chalo
Khari hay rah dosto
Thakan ka nam bhi na lo
Utha diya qadam agar
To khatam hay bas ab safar
Chale chalo
Barhe chalo
Yahan...
Dekhle mein hoon tera fakeer
Hai pata janat e benazir
Mein ghareeb ak tu hi ameer
Jan le ke mai hu kon
Mein kalakar hoon
Yaar o ka yar hoon
Dosto sab suno
Ak funkar hoon
Darbadar befikar
Ak laachar hoon
Sab tamasha tera
Mein adakaar hoon
Char din ki Yay zindagi
Asan ho teri meri...
Mein kalakar hoon
Dosto sab suno
Ak funkar hoon
Darbadar befikar
Ak laachar hoon
Sab tamasha tera
Mein adakaar hoon