Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Saiyaara

๐Ÿ‘ค Sohail Sen, Mohit Chauhan, Tarannum Malik Jain โ€ข ๐ŸŽผ Hits Of Katrina Kaif - Mashallah Mashallah โ€ข โฑ๏ธ 4:13
๐ŸŽต 848 characters
โฑ๏ธ 4:13 duration
๐Ÿ†” ID: 7339229

๐Ÿ“œ Lyrics

Aasmaan tera mera hua
Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
Aasmaan tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

Tu jo mila toh yun hua
Ho gayi poori adhoori si duaa
Tu jo gaya, toh le gaya sang tere
Mere jeene ki har wajah

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

Tumpe miti tumse bani
Tumse hua hai haan khud pe yaqeen
Tu jo nahi to naa sahi
Main hoon yahaan toh tu hai yahin kahin

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings