Kaisa Yeh Sawaal?
๐ต 1395 characters
โฑ๏ธ 2:51 duration
๐ ID: 7453421
๐ Lyrics
Pralaya Zindagi Ka Atal Satya Hai
Ashakya Hai Rahasya Hai
Dharti Aur Prakrati Ka Jashna Hai
Pralaya Paheli, Yeh Prashna Hai
Zindagi Ka Atal Satya Hai
Ashakya Hai Rahasya Hai
Dharti Aur Prakrati Ka Jashna Hai
Pralaya Paheli, Yeh Prashna Hai
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawaal Ye
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawaal Ye
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawaal Ye
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawaal Ye
Jaane Anjaane Me Khud Ki Tabahi
Aur Khud Ka Kusoor
Khud Ke Elahi Hai
Bante Phir Khud Pe Hai
Karte Gurrooorr...
Khud He Banate Ye Niyam
Phir Khud Hai Ye Tode Usool
Karte Hain Pyar Khudse
Phir Khud Ko Na Karte Qubool
Aakhir Ye Aatisha Kar Dega Sabko Tabaha
Ye Aakhir Me Tujhko He Dega Dabaa
Ye Maahir Hai Karne Me Sabko Gumraah
Ye Kaafir Par Khud Ko Na Ye Kho Chuka
Zinda Hu Par Aatma Ye Bojh Hai
Parmatma Ke Dhong Par Ye Naachte Har Roj Hain
Bimaar Hai Ye Log Saare
Khaachte Kharochte
Ye Raaste Marod Apne Aap Ko Daboch Te
Mrityu Jakad Ki Pakad Me Hai Prithvi
Sabke Akad Ke He Jad Se He Nikli
Ek Se Ek Anek Vivaad Hai
Kuch Na Karo To Astitva Barbaad Hai
Jeevan Shatranj Ka Sheh Aur Maat Hai
Yoni Se Nikle Us Putra Ka Shraap Hai
Jiske Naseeb Me Baap He Baap Hai
Hai To Gareebi, Na Koi Paap Hai
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawal Ye
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawal Ye
Utaar Nakaab, Utaar Nakaab
Hai Kaisa Samaaj Ye
Utaar Nakaab, Utaar Nakaab
Hai Kaisa Samaaj Ye!!
Ashakya Hai Rahasya Hai
Dharti Aur Prakrati Ka Jashna Hai
Pralaya Paheli, Yeh Prashna Hai
Zindagi Ka Atal Satya Hai
Ashakya Hai Rahasya Hai
Dharti Aur Prakrati Ka Jashna Hai
Pralaya Paheli, Yeh Prashna Hai
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawaal Ye
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawaal Ye
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawaal Ye
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawaal Ye
Jaane Anjaane Me Khud Ki Tabahi
Aur Khud Ka Kusoor
Khud Ke Elahi Hai
Bante Phir Khud Pe Hai
Karte Gurrooorr...
Khud He Banate Ye Niyam
Phir Khud Hai Ye Tode Usool
Karte Hain Pyar Khudse
Phir Khud Ko Na Karte Qubool
Aakhir Ye Aatisha Kar Dega Sabko Tabaha
Ye Aakhir Me Tujhko He Dega Dabaa
Ye Maahir Hai Karne Me Sabko Gumraah
Ye Kaafir Par Khud Ko Na Ye Kho Chuka
Zinda Hu Par Aatma Ye Bojh Hai
Parmatma Ke Dhong Par Ye Naachte Har Roj Hain
Bimaar Hai Ye Log Saare
Khaachte Kharochte
Ye Raaste Marod Apne Aap Ko Daboch Te
Mrityu Jakad Ki Pakad Me Hai Prithvi
Sabke Akad Ke He Jad Se He Nikli
Ek Se Ek Anek Vivaad Hai
Kuch Na Karo To Astitva Barbaad Hai
Jeevan Shatranj Ka Sheh Aur Maat Hai
Yoni Se Nikle Us Putra Ka Shraap Hai
Jiske Naseeb Me Baap He Baap Hai
Hai To Gareebi, Na Koi Paap Hai
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawal Ye
Sawaal Jawaab, Sawaal Jawaab
Kaisa Sawal Ye
Utaar Nakaab, Utaar Nakaab
Hai Kaisa Samaaj Ye
Utaar Nakaab, Utaar Nakaab
Hai Kaisa Samaaj Ye!!