Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Woh Firaaq Aur Woh Visal Kahan

๐Ÿ‘ค Jagjit Singh โ€ข ๐ŸŽผ Mirza Ghalib (1988) CD1 โ€ข โฑ๏ธ 4:23
๐ŸŽต 607 characters
โฑ๏ธ 4:23 duration
๐Ÿ†” ID: 7680372

๐Ÿ“œ Lyrics

Woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
Woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
Woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
Thee woh ik shaqhs ke tasavvur se
Thee woh ik shaqhs ke tasavvur se
Ab woh raunaai-ye-Khayaal kahaan?
Woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
Aiysa aasaan naheen lahoou ronaa
Aiysa aasaan naheen lahoou ronaa
Dil mein taaqat jigar mein haal kahaan?
Dil mein taaqat jigar mein haal kahaan?
Woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
Fikr-e-duniyaan mein sar khapaata hoon
Main kahaan aur ye wabaal kahaan?
Woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
Woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
Woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings