Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Din Sara Gujara Tore Angana

๐Ÿ‘ค Mohammed Rafi feat. Lata Mangeshkar โ€ข ๐ŸŽผ Junglee โ€ข โฑ๏ธ 3:29
๐ŸŽต 952 characters
โฑ๏ธ 3:29 duration
๐Ÿ†” ID: 7681585

๐Ÿ“œ Lyrics

Din saara guzaraa tore anganaa
Ab jaane de mujhe more sajanaa
Mere yaar shabbaa khair 2
Ho mere yaar shabbaa khair
Mere yaar shabbaa khair
Aasaan hai jaana mehfil se
Ho kaise jaaoge nikal kar dil se
Mere yaar shabbaa khair 2
Hoye mere yaar shabbaa khair
Mere yaar shabbaa khair
O dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main 2
Aayi birhaa ki raat ab batlaade kya karoon main 2
Yaad aayegi yeh baatein tumhaari
Tadpegi mohabbat hamaari
Mere yaar shabbaa khair 2
Hoye mere yaar shabbaa khair
Mere yaar shabbaa khair
Din saara guzaraa tore anganaa
Ab jaane de mujhe more sajanaa
Mere yaar shabbaa khair 2
Ho mere yaar shabbaa khair
Mere yaar shabbaa khair
Main dharti tu aasmaan meri hasti pe chha gaya tu 2
Seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu 2
Ab rehne de nigaahon mein masti
Ho basaa le mere khwaabo ki basti
Mere yaar shabbaa khair 2
Ho mere yaar shabbaa khair
Mere yaar shabbaa khair
Hoye mere yaar shabbaa khair
Mere yaar shabbaa khair

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings