Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Baharon Ko Chaman Yaad

๐Ÿ‘ค Ghulam Ali โ€ข ๐ŸŽผ Dil Mein Ek Leher - Ghulam Ali The Gazal Mastro โ€ข โฑ๏ธ 3:16
๐ŸŽต 1083 characters
โฑ๏ธ 3:16 duration
๐Ÿ†” ID: 8095150

๐Ÿ“œ Lyrics

Ab Main Samjha Tere Rukhsaar Pe Til Ka Matlab
Daulat-E-Husn Pe Darvaan Bitha Rakkha Hai...
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai
Mujhe Woh Gul Badan Yaad Aa Gaya Hai
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai
Mujhe Woh Gul Badan Yaad Aa Gaya Hai
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai
Lachakti Shaakh Ne Jab Sar Uthaaya
Lachakti Shaakh Ne Jab Sar Uthaaya
Kisi Ka Baankpan Yaad Aa Gaya Hai
Kisi Ka Baankpan Yaad Aa Gaya Hai
Mujhe Woh Gul Badan Yaad Aa Gaya Hai
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai
Teri Soorat Ko Jab Dekha Hai Maine
Teri Soorat Ko Jab Dekha Hai Maine
Teri Soorat Ko Jab Dekha Hai Maine
Urooj E Fikar O Fann Yaad Aa Gaya Hai
Urooj E Fikar O Fann Yaad Aa Gaya Hai
Mujhe Woh Gul Badan Yaad Aa Gaya Hai
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai
Mile Woh Ajnabi Ban Kar To Riffat
Mile Woh Ajnabi Ban Kar To Riffat
Mile Woh Ajnabi Ban Kar To Riffat
Zamaane Ka Chalann Yaad Aa Gaya Hai
Zamaane Ka Chalann Yaad Aa Gaya Hai
Mujhe Woh Gul Badan Yaad Aa Gaya Hai
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai
Baharon Ko Chaman Yaad Aa Gaya Hai

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings