Home 🎬 Bollywood 🎵 Pakistani 🎤 English Pop

Kar Kar Main Haara

👤 Kailash Kher, Naresh Kamath & Paresh Kamath 🎼 Chaandan Mein ⏱️ 6:35
🎵 1641 characters
⏱️ 6:35 duration
🆔 ID: 8095241

📜 Lyrics

Yun toh teri yaad mein bhi swaad hai
Tera par aankhon ko manaun kis tarha,
Hoton ki majaal kya jo karein yeh
Sawaal par dil ko main samjhaaun kis tarha

Sat ya asat hai yeh main kya jaanu
Sat ya asat hai yeh main kya jaanu

Jaise saansein tere bina hui gum

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Parda yeh jab hat jaayega
Parda yeh jab hat jaayega

Ambar ko dharti se milaaunga
Main!

Kar kar main haara har jatan
Teri tadap teri hi lagan

Kar kar main haaara har jatan
Teri taḍap teri hi lagan

Bhoola bhoola khoya khoya bhaṭka phiruṅ main teri chaah meiṅ
Tak tak akh murajhaai pathrai teri raah meiṅ

Ooo bhoola bhoola khoya khoya bhaṭka phiruṅ main teri chaah meiṅ
Tak tak akh murajhaai pathrai teri raah meiṅ

Aaṅkhoṅ meiṅ meri jo samaayega
Aaṅkhoṅ meiṅ meri jo samaayega

Pankh bina hi uḍ jaauṅga
Main!

Kar kar main haara har jatan
Teri taḍap Teri hi lagan

Kabhi kabhi dhoop kabhi chaaon tuhi hai pehchaan luṅ
Ya to mujhe haṅsa bana de toh main tujhe jaan luṅ

Khusbhu se jo tu baahar aayega
Khushbu se jo tu baahar aayega

Sooraj ko god meiṅ khilaauṅga...
Main!

Kar kar main haara har jatan
Teri taḍap Teri hi lagan

Parda yeh jab hat jaayega
Parda yeh jab hat jaayega

Ambar ko dharti se milaauṅga...
Main!!

Kar kar main haara har jatan
Teri taḍap Teri hi lagan

Dhir-dhir ta naa na tere dhoom tana na
Tana na na ta dhi ye tani dhooom

Tana na ta niya tana dhoom tana na
Ta dhiya ta dhana tani dhooom

Ta-dhi yalali yali yalali yalali
Yalali yalali yalali yalali
Ta dhiya tana dhere nare dhooom

Sitar Solo

⭐ Rate These Lyrics

Average: 0.0/5 • 0 ratings