Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Khoya Ujaala

๐Ÿ‘ค Palomi โ€ข ๐ŸŽผ Helicopter Eela (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 4:14
๐ŸŽต 935 characters
โฑ๏ธ 4:14 duration
๐Ÿ†” ID: 8507042

๐Ÿ“œ Lyrics

Rootha rootha hai ye dil bhi humara
Hai rootha har nazaara
Kyun toota toota hai wo chaand humara
Hai toota har sitaara

Kyun andhere chaaaye yun faila ke baahen
Kyun hum ladkhadye fir bhi chalte chalte rahe
Kyun kadmon mein aaye yu apne hi saaye
Kyun hum bharmaaye dil ke kisse kissey kahen?
Khoya ujaala...
Khoya ujaala...

Humein rukna na aaye.
Khoya ujaala...

Hum chalte, chalte rahe.
Khoya ujala...

Bheega bheega sa ek khwab humara
Palkon ka kinara
Ruka ruka sa, ye paanv humara
Khud ka hi sahara
Ye kuch lamhe aaye,
Jeena sikhaaye
Dil na ghabraaye.
Yun hi chalte chalte rahe.

Jab waqt jhukaaye
Jhukna na aaye.
Dil ko samjhaaye...
Yun hi chalte, chalte rahe...
Khoya ujaala.
Khoya ujaala.

Humein rukna na aaye.
Khoya ujaala...

Ek nanha sitara kahin
Toota, toot ke ye kah gaya
Chalte hi rahna
Chalna hi to hai jeena
Khoya Ujaala...
Khoya Ujaala...

Humein rukna na aaye.
Khoya ujaala...

Hum chalte, chalte rahe.
Khoya ujala...

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings