Jab Tu Milne Thi Aayi
๐ต 783 characters
โฑ๏ธ 2:46 duration
๐ ID: 8676265
๐ Lyrics
Bitaaye Kitne Pal Teri Yaadon Mein,
Na Jaane Kyun
Milaana Chahoon Saanson Ko Main Saanson Se,
Kahaan Hai Tu
Kahani Chalti Rahi, Tu Toh Chali Gayi
Main Reh Gaya Yahaan Akela
Tu Meri Nahi Par Phir Bhi
Kabhi Yaad Aaye Woh Savera
Na Jaane Kitni Baar Mainey Koshish Ki
Jo Kehna Chahta Tumse Woh Kahaa Nahi,
Jab Tu Milne Thi Aayi
Jab Tu Milne Thi Aayi
Tu Yahaan Khadi Mere Saamne,
Yahi Dikhta Hai Mujhe Khwaabo Mein
Haath Yeh Mera Tu Thaam Le
Aur Chal Mere Saath Pahaado Pe
Sitaaron Pe Aasman Mein Gum Ho Jaye
Hum Khayaalon Mein Na Sawaalon Mein
Dard Saare Bhuul Jaaye Hum
Kahani Chalti Rahi, Tu Toh Chali Gayi
Main Reh Gaya Yahaan Akela
Tu Meri Nahi Par Phir Bhi Kabhi
Yaad Aaye Woh Savera
Na Jaane Kitni Baar Mainey Koshish Ki,
Jo Kehna Chahta Tumse Woh Kahaa Nahi,
Jab Tu Milne Thi Aayi
Na Jaane Kyun
Milaana Chahoon Saanson Ko Main Saanson Se,
Kahaan Hai Tu
Kahani Chalti Rahi, Tu Toh Chali Gayi
Main Reh Gaya Yahaan Akela
Tu Meri Nahi Par Phir Bhi
Kabhi Yaad Aaye Woh Savera
Na Jaane Kitni Baar Mainey Koshish Ki
Jo Kehna Chahta Tumse Woh Kahaa Nahi,
Jab Tu Milne Thi Aayi
Jab Tu Milne Thi Aayi
Tu Yahaan Khadi Mere Saamne,
Yahi Dikhta Hai Mujhe Khwaabo Mein
Haath Yeh Mera Tu Thaam Le
Aur Chal Mere Saath Pahaado Pe
Sitaaron Pe Aasman Mein Gum Ho Jaye
Hum Khayaalon Mein Na Sawaalon Mein
Dard Saare Bhuul Jaaye Hum
Kahani Chalti Rahi, Tu Toh Chali Gayi
Main Reh Gaya Yahaan Akela
Tu Meri Nahi Par Phir Bhi Kabhi
Yaad Aaye Woh Savera
Na Jaane Kitni Baar Mainey Koshish Ki,
Jo Kehna Chahta Tumse Woh Kahaa Nahi,
Jab Tu Milne Thi Aayi