Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Lafzon Mein - Reprise

๐Ÿ‘ค Mayur Jumani, Abhijeet Sawant, Biddu โ€ข ๐ŸŽผ Lafzon Mein - Reprise โ€ข โฑ๏ธ 2:32
๐ŸŽต 908 characters
โฑ๏ธ 2:32 duration
๐Ÿ†” ID: 8825518

๐Ÿ“œ Lyrics

Halki si barsaat mein
Pehli mulakaat mein
Pehli he baar mein
Dil ko mere le gyi
Chahat ke ikraar mein
Anjaana gum de gayi
Aayi jab saamne
Jaane kyun woh darr gayi
Pagal mujhko kar gayi
Jaan e mann jaane jaan
Na jaane kya baat hai
Lage ke din me raat hai
Na jaane kya baat hai
Lage ke din me raat hai
Nasha he nasha raat din hai
Na pucho ye kaisa pyaar hai
Lafzon me keh na sakun
Bin kahe bhi reh na sakun
Lafzon me keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun

Mera dil
Meri jaan
Main yahan
Tu hai kahan
Main mud ke dekhun jidhar
Aaye mujhe tu nazar
Kehti hain chaahate
Deewana main ho gaya
Teri chahat mein sanam
Na jaane kab kho gaya
Ye kaisa hai asar
Mujhko na itni khabar
Kab jaagun kab so gaya
Jaan e mann jaane jaan
Na jaane kya baat hai
Lage ke din me raat hai
Na jaane kya baat hai
Lage ke din me raat hai
Nayi hai subah toh nayi shaam
Ajab haal mera yaar hai
Lafzon me keh na sakun
Bin keh bhi reh na sakun

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings