Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Abbu

๐Ÿ‘ค Emiway Bantai โ€ข ๐ŸŽผ Abbu โ€ข โฑ๏ธ 5:00
๐ŸŽต 2504 characters
โฑ๏ธ 5:00 duration
๐Ÿ†” ID: 9080767

๐Ÿ“œ Lyrics

Singer: EMIWAY
Lyrics / Music: EMIWAY
Release Date: Jun 18, 2017
Country: India
Language: Hindi

Aaj main jo kuch bhi hoon
Sabki wajah mere abbu
Sabse pyara aur sabse alag tu
Boht pyar tujhse lekin parantu
Nahi karta vyakt kyun ki Khud main magan hoon
Dikhata hu aisa lekin dharti gagan tu
Kash kar pata undo kyun ki life meri jhando
Jaisa karta pehle baat ab bilkul vaisa nahi hai
Papa khush mere aisa kuch shot nahi hai

Jo galat hai woh sahi hai, Jo sahi hai woh nahi hai
Jo nahi hai woh nahi leta our kitna chahye tujhe
Parshaniyan har baat pe dheyaan diya
Mujhe tune geyaan diya han tujhko maan liya
Tuhi dost tuhi pyar tuhi baap
Tuhi woh mujhe jo banna hai
Tu meri zinagi ka wo aik kitaab hai
Jiska maine parhna har aik paana hai

Main baap banna chahta hoon
Main baap banna chahta hoon
Main baap banna chahta
Tere jaisa, tere jaisa

Ankhein naam hoti meri jab dekhu
Main tere chehre ko
Chehre pe tere udasi toh takleef hai mereko
Par kyun hum main tujhse kehna chahta hu rehne do
Bas karo abbu aaj mujhe kuch kehne do

Suno! samjh geya halat ko tere
Zindagi main tere par tere
Zimmedari ko leke chale tu savere
Kaam pe nahi jeeta tu aram se nikal chuka hai
Dhyaan se tere kaise jeeta khud ke liye

Khud se liye tune itne saare bojh
Tu bhi karna chahta maujh tu bhi ghumna chahta roz
Mehengi car mein par yaad mein ghume tere
Woh baatein jo batein tujhe jeene se rokke
Haan peene se rokke mehnge drinks
There's no fling there's no bling there's no ring
Sirf aik normal sa shirt khudke liye kam kharch
Paleekis khata peeta our jeeta jaisa khush hai
Tere liye hu kharha gam baata kar tu mujhse

Main baap banna chahta hoon
Main baap banna chahta hoon
Main baap banna chahta
Tere jaisa, tere jaisa

Abbu chahta hu main sirf teri khushi
Phir se lana chahta hu main teri wo hansi
Jo hansi boht pehle thi par ab nahi
Han mera abbu ab bhi young pucho kon fasi kon-kon
Boht hard boht billa jo main kharha akela
Abbu bole main pichhe tere beta tu kar bismillah
Shukar Allah jo mile mujhe tum wallah-wallah
Tune samjhaya kiya asli kiya nalla
Tere raste pe chala jaisa som sai ALLAH

Mere sath do is kam pe nahi ghumna chahta vella
Kyun ki wella tha main pehle boht
Nahi samjhata tha main chot
Mehnat ki han mere abu ne boht mehnat ki
Itne se itna hua sab kuch dilaya
Main giraa pada tha usne uthna sikhaaya
Haan! main aya is duniya main banna chahta tera saya
Tune boht hai kamaya bari ab mera hai aaya

Main baap banna chahta hoon
Main baap banna chahta hoon
Main baap banna chahta
Tere jaisa, tere jaisa (x

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:01.86] Singer: EMIWAY
[00:05.68] Lyrics / Music: EMIWAY
[00:09.69] Release Date: Jun 18, 2017
[00:12.67] Country: India
[00:14.90] Language: Hindi
[00:17.54] Aaj main jo kuch bhi hoon
[01:05.61] Sabki wajah mere abbu
[01:08.32] Sabse pyara aur sabse alag tu
[01:11.08] Boht pyar tujhse lekin parantu
[01:12.90] Nahi karta vyakt kyun ki Khud main magan hoon
[01:15.85] Dikhata hu aisa lekin dharti gagan tu
[01:18.55] Kash kar pata undo kyun ki life meri jhando
[01:21.25] Jaisa karta pehle baat ab bilkul vaisa nahi hai
[01:23.85] Papa khush mere aisa kuch shot nahi hai
[01:26.68] Jo galat hai woh sahi hai, Jo sahi hai woh nahi hai
[01:28.92] Jo nahi hai woh nahi leta our kitna chahye tujhe
[01:31.52] Parshaniyan har baat pe dheyaan diya
[01:34.53] Mujhe tune geyaan diya han tujhko maan liya
[01:37.48] Tuhi dost tuhi pyar tuhi baap
[01:39.93] Tuhi woh mujhe jo banna hai
[01:42.70] Tu meri zinagi ka wo aik kitaab hai
[01:45.72] Jiska maine parhna har aik paana hai
[01:47.93] Main baap banna chahta hoon
[01:51.68] Main baap banna chahta hoon
[01:52.37] Main baap banna chahta
[01:52.65] Tere jaisa, tere jaisa
[01:53.69] Ankhein naam hoti meri jab dekhu
[02:11.03] Main tere chehre ko
[02:12.37] Chehre pe tere udasi toh takleef hai mereko
[02:14.56] Par kyun hum main tujhse kehna chahta hu rehne do
[02:17.05] Bas karo abbu aaj mujhe kuch kehne do
[02:20.03] Suno! samjh geya halat ko tere
[02:21.35] Zindagi main tere par tere
[02:22.64] Zimmedari ko leke chale tu savere
[02:24.71] Kaam pe nahi jeeta tu aram se nikal chuka hai
[02:28.16] Dhyaan se tere kaise jeeta khud ke liye
[02:30.27] Khud se liye tune itne saare bojh
[02:32.31] Tu bhi karna chahta maujh tu bhi ghumna chahta roz
[02:34.78] Mehengi car mein par yaad mein ghume tere
[02:37.65] Woh baatein jo batein tujhe jeene se rokke
[02:39.81] Haan peene se rokke mehnge drinks
[02:41.93] There's no fling there's no bling there's no ring
[02:43.91] Sirf aik normal sa shirt khudke liye kam kharch
[02:46.67] Paleekis khata peeta our jeeta jaisa khush hai
[02:49.09] Tere liye hu kharha gam baata kar tu mujhse
[02:52.69] Main baap banna chahta hoon
[02:54.29] Main baap banna chahta hoon
[02:54.92] Main baap banna chahta
[02:55.63] Tere jaisa, tere jaisa
[03:07.18] Abbu chahta hu main sirf teri khushi
[03:15.35] Phir se lana chahta hu main teri wo hansi
[03:17.94] Jo hansi boht pehle thi par ab nahi
[03:20.60] Han mera abbu ab bhi young pucho kon fasi kon-kon
[03:23.79] Boht hard boht billa jo main kharha akela
[03:27.22] Abbu bole main pichhe tere beta tu kar bismillah
[03:29.88] Shukar Allah jo mile mujhe tum wallah-wallah
[03:32.25] Tune samjhaya kiya asli kiya nalla
[03:34.42] Tere raste pe chala jaisa som sai ALLAH
[03:37.21] Mere sath do is kam pe nahi ghumna chahta vella
[03:39.82] Kyun ki wella tha main pehle boht
[03:41.89] Nahi samjhata tha main chot
[03:42.97] Mehnat ki han mere abu ne boht mehnat ki
[03:45.35] Itne se itna hua sab kuch dilaya
[03:47.44] Main giraa pada tha usne uthna sikhaaya
[03:49.91] Haan! main aya is duniya main banna chahta tera saya
[03:53.15] Tune boht hai kamaya bari ab mera hai aaya
[03:55.50] Main baap banna chahta hoon
[03:58.28] Main baap banna chahta hoon
[03:58.76] Main baap banna chahta
[03:59.58] Tere jaisa, tere jaisa (x

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings