Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Ziddi Hai Dil

๐Ÿ‘ค Mannan Shaah โ€ข ๐ŸŽผ Namaste England (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 6:15
๐ŸŽต 1285 characters
โฑ๏ธ 6:15 duration
๐Ÿ†” ID: 9391802

๐Ÿ“œ Lyrics

Ziddi hai dil sunta nahi
Ke mushkil hai kya
Ziddi hai dil sunta nahi
Ke mushkil hai kya

Behlaun main lakh samjhaun main
Magar dil hatheela kahe
Tum hi iski ho tamanna
Tum hi iski aarzoo
Dil hai mera eak jazeera
Tum samandar jaansu

Dil ka main kya karoon
Main jiyun ya maroon
Kya karoon, kya karoon
Tum kaho kya karoon

Kehta hai yeh dil
Zindagi raat hai aur tum roshni
Rehta hai yeh dil
Khwaabon ki duniya mein jo hai tumse bani
Sehta hai yeh dil
Tum bin ek aisi ruth hai jo tanhai ki
Behta hai yeh dil
Dard ki us nadi mein jo hai beh rahi

Saari majbooriyan pa gayi hai darmiyan
Magar dil hatheela kahe
Tum hi iski ho tamanna
Tum hi iski aarzoo
Dil hai mera eak jazeera
Tum samandar jaansu

Dil ka main kya karoon
Main jiyun ya maroon
Kya karoon, kya karoon
Tum kaho kya karoon

Soya hai yeh dil
Bas tumhare haseen sapnon ki baahon mein
Khoya hai yeh dil
Beete lamhon ko jaati huyi raahon mein
Goya hai yeh dil
Aaj bhi unn mohabbat bhari baaaton mein
Roya hai yeh dil
Yaad karke tumhein chandni raaton mein

Gehri mayusiyan chha rahi hain yahan
Magar dil hatheela kahe
Tum hi iski ho tamanna
Tum hi iski aarzoo
Dil hai mera eak jazeera
Tum samandar jaansu

Dil ka main kya karoon
Main jiyun ya maroon
Kya karoon, kya karoon
Tum kaho kya karoon
Kya karoon, kya karoon
Main kya karoon

โฑ๏ธ Synced Lyrics

[00:15.98] Ziddi hai dil sunta nahi
[00:21.82] Ke mushkil hai kya
[00:25.33] Ziddi hai dil sunta nahi
[00:31.20] Ke mushkil hai kya
[00:34.89] Behlaun main lakh samjhaun main
[00:42.53] Magar dil hatheela kahe
[00:49.66] Tum hi iski ho tamanna
[00:53.56] Tum hi iski aarzoo
[00:57.67] Dil hai mera eak jazeera
[01:01.59] Tum samandar jaansu
[01:05.77] Dil ka main kya karoon
[01:13.32] Main jiyun ya maroon
[01:20.72] Kya karoon, kya karoon
[01:27.79] Tum kaho kya karoon
[02:02.81] Kehta hai yeh dil
[02:07.73] Zindagi raat hai aur tum roshni
[02:10.32] Rehta hai yeh dil
[02:13.59] Khwaabon ki duniya mein jo hai tumse bani
[02:18.01] Sehta hai yeh dil
[02:22.11] Tum bin ek aisi ruth hai jo tanhai ki
[02:26.11] Behta hai yeh dil
[02:30.87] Dard ki us nadi mein jo hai beh rahi
[02:33.69] Saari majbooriyan pa gayi hai darmiyan
[02:40.73] Magar dil hatheela kahe
[02:48.56] Tum hi iski ho tamanna
[02:51.91] Tum hi iski aarzoo
[02:55.87] Dil hai mera eak jazeera
[02:58.92] Tum samandar jaansu
[03:03.63] Dil ka main kya karoon
[03:10.56] Main jiyun ya maroon
[03:18.42] Kya karoon, kya karoon
[03:26.36] Tum kaho kya karoon
[04:11.54] Soya hai yeh dil
[04:14.93] Bas tumhare haseen sapnon ki baahon mein
[04:19.44] Khoya hai yeh dil
[04:22.58] Beete lamhon ko jaati huyi raahon mein
[04:26.65] Goya hai yeh dil
[04:30.75] Aaj bhi unn mohabbat bhari baaaton mein
[04:34.04] Roya hai yeh dil
[04:37.74] Yaad karke tumhein chandni raaton mein
[04:41.79] Gehri mayusiyan chha rahi hain yahan
[04:49.65] Magar dil hatheela kahe
[04:57.13] Tum hi iski ho tamanna
[05:03.42] Tum hi iski aarzoo
[05:04.67] Dil hai mera eak jazeera
[05:10.06] Tum samandar jaansu
[05:12.63] Dil ka main kya karoon
[05:20.00] Main jiyun ya maroon
[05:27.56] Kya karoon, kya karoon
[05:34.73] Tum kaho kya karoon
[05:45.53] Kya karoon, kya karoon
[05:52.76] Main kya karoon
[06:10.60]

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings