Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Dheema Dheema

๐Ÿ‘ค Faisal Kapadia โ€ข ๐ŸŽผ Zindagi Jahaan Le Jaaye โ€ข โฑ๏ธ 4:02
๐ŸŽต 1189 characters
โฑ๏ธ 4:02 duration
๐Ÿ†” ID: 9531440

๐Ÿ“œ Lyrics

Chalo wahan Jahan yeh Dil kahay
Mujhay Janay Kahan ab yeh le jaaye
Hawa ko main bol doon bahon ko main khol doon
Raahon pe paray Jo qadam Yeh ruknay na paaye
Kya Kahun bol ke

Mein daikhoon jab Aankhain khol ke Aankhain khol ke
Saray manzar meray sung ho liye aur Zara sa Dheema Dheema Ehsaas hai

Mein daikhoon jab Aankhain khol ke Aankhain khol ke
Saray manzar meray sung ho liye aur Zara sa Dheema Dheema Ehsaas hai

Neelay Neelay Aasman ke talay
Yunhi safar mein yeh dinn sara dhal jaaye

Safar manzilon se haseen ho Gaye
Teray qadmon se qadam meray mil jaain

Raaston ko mein dhoondh loon Wadion may mein jhoom jhoom loon
Raahon pe paray Jo qadam Yeh ruknay na paaye
Tou kya Kahun bol ke

Mein daikhoon jab Aankhain khol ke Aankhain khol ke
Saray manzar meray sung ho liye aur Zara sa Dheema Dheema Ehsaas hai

Milay Panah kahin chaaon talay
Janay kahan kab dinn yeh dhalay
Sub milay jhulay Raastay lage
Har jaga yehi baat hai kahay
Rasta hee hai manzil nahin

Kya Kahun bol ke

Aankhain khol ke Aankhain khol ke
Saray manzar meray sung ho liye aur Zara sa Dheema Dheema Ehsaas hai
Aankhain khol ke Aankhain khol ke
Saray manzar meray sung ho liye aur Zara sa Dheema Dheema Ehsaas hai

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings