Main Khuda Hun
๐ต 652 characters
โฑ๏ธ 3:41 duration
๐ ID: 9613609
๐ Lyrics
Toote sapne, beeti raatein
Bikhre hue hein kuchh iraade
Khaali pade hain shamiyane
Bhoole hein hum khud se ye vaade
Koi to mujhko chilla ke keh raha hai
Teri kya hasti kya teri inteha hai
Usne na jana kya mera aasman hai
Meri aankhon mein junoon, ab mein kya kahoon
Main khuda hun
Sabse juda hun
Saara jahan hun
Main khuda
Saanson mein baati mene saanse
Aankhon mein kaati mene raatein
Saathi the mere kuchh purane
Milte nahi ab vo thikaane
Koi to mujhko chilla ke keh raha hai
Teri kya hasti kya teri inteha hai
Usne na jana kya mera aasman hai
Meri aankhon mein junoon, ab mein kya kahoon
Main khuda hun
Sabse juda hun
Saara jahan hun
Main khuda
Bikhre hue hein kuchh iraade
Khaali pade hain shamiyane
Bhoole hein hum khud se ye vaade
Koi to mujhko chilla ke keh raha hai
Teri kya hasti kya teri inteha hai
Usne na jana kya mera aasman hai
Meri aankhon mein junoon, ab mein kya kahoon
Main khuda hun
Sabse juda hun
Saara jahan hun
Main khuda
Saanson mein baati mene saanse
Aankhon mein kaati mene raatein
Saathi the mere kuchh purane
Milte nahi ab vo thikaane
Koi to mujhko chilla ke keh raha hai
Teri kya hasti kya teri inteha hai
Usne na jana kya mera aasman hai
Meri aankhon mein junoon, ab mein kya kahoon
Main khuda hun
Sabse juda hun
Saara jahan hun
Main khuda