Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Aayega Kaun Yahan

๐Ÿ‘ค Sharada โ€ข ๐ŸŽผ Gumnaam (Original Motion Picture Soundtrack) โ€ข โฑ๏ธ 3:48
๐ŸŽต 543 characters
โฑ๏ธ 3:48 duration
๐Ÿ†” ID: 966933

๐Ÿ“œ Lyrics

Aa aa aayega kaun yaha
Kisko sadaye deta hai dil
Aa aa apna hai kaun yaha
Kisko sadaye deta hai dil
Aa aa aayega kaun yaha
Pyaar ka dhokha
Khawaab suhaana
Dekha thha jo kabhi
Aaj usi ki yaad se lipti
Roti hai zindagi
Roti hai zindagi
Aa aa dushman
Hai sara jahaan
Kisko sadaye deta hai dil
Aa aa aayega kaun yaha
Mere dil ke ik kone mein
Jalta thha jo diya
Jaane kaisi aandhi aayi
Aur woh bujh gaya
Aur woh bujh gaya
Aa aa ab to hai sirf dhuaan
Kisko sadaye deta hai dil
Aa aa aayega kaun yaha
Kisko sadaye deta hai dil
Aa aa aayega kaun yaha.

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings