Yumbarzaloo
๐ต 1210 characters
โฑ๏ธ 5:31 duration
๐ ID: 9696986
๐ Lyrics
Hmm hmm hoo hoo hoo haa hoo hoo
Ye zikr hai kiska, in aabsharon mein
Dilkash nazaron mein, chaaron chinaron mein
Ye zikr hai kiska, haa, in aabsharon mein
Hai yakeen, ye zameen se vaasta mera
Hai yakeen, ye zameen se vaasta mera
Ye daastan, apna pata, deti isharon mein
Hai ye khalish kaisi, mere asharon mein
Dohra rahi hain vaadiyan, raaz ye, aawaz ye

Yoori walo, yumbarzaloo, myani wati aki lati ee
Poshi-bagh, aab-naag, choun naad, choun naad

Ajnabi tha kabhi ye aashna mera
Ajnabi tha kabhi ye aashna mera
Ik kaafila mujhko mila, dil ki deewaron mein
Hai ye kashish kaisi, behte shikaron se
Dohra rahi hai vaadiyan, raaz ye, aawaz ye

Hai sufi fakeeron ki taaseer is mein
Apni hi paayi hai tehreer is mein
Udte parinde, ghar hum chale
Hai ye tapish kaisi, jalte sitaron mein

Ye zikr hai kiska