Home ๐ŸŽฌ Bollywood ๐ŸŽต Pakistani ๐ŸŽค English Pop

Vallah Kya Baat Hai

๐Ÿ‘ค Mohammed Rafi โ€ข ๐ŸŽผ Vallah Kya Baat Hai โ€ข โฑ๏ธ 3:48
๐ŸŽต 1128 characters
โฑ๏ธ 3:48 duration
๐Ÿ†” ID: 976558

๐Ÿ“œ Lyrics

Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Vallah kya baat hai
Vallah kya baat hai, kya baat hai

Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Vallah kya baat hai
Vallah kya baat hai, kya baat hai

Hote hein kaafir yun toh
Allah Allah kehte hein dilbar jinko
Dil ko udda len haske
Tauba Tauba aata hai jaado inko

Lekin hamse jo aankh mili
Toh khaa gaye woh bhi chakkar
Sabh naach woh apne bhool gaye
Aur bhool gaye sab akad
Unko paani peena pada
Ye hai nazook waqt bada

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Ha ha ha Vallah kya baat hai
Ho ho ho, Vallah kya baat hai, kya baat hai

Aisi bhi kya madhoshi dekho dekho
Hosh nahi aanchal ka
Kehti hein saaf nigaahein
Allah Allah haal bura hai dil ka

Hai baat abhi toh aankhon tak
Zaalim aage kya hoga
Jab dil ko choolengi nazaren
Jaane aalam kya hoga

Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Ha ha ha, Vallah kya baat hai
Ho ho ho, Vallah kya baat hai, kya baat hai

โญ Rate These Lyrics

โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†โ˜†
Average: 0.0/5 โ€ข 0 ratings