Kaisa Kutta Hai
๐ต 540 characters
โฑ๏ธ 3:00 duration
๐ ID: 9912894
๐ Lyrics
Ek kamra
Bin khidkiyon, darwajon ke
Usme Deewaron pe rang samajon ke
Pankhe se Latke fande reewajon ke
Usme mera dam ghoot ta hai
Mai so lunga mandiron chaubaro par
Reh lunga akela tyoharon par
Bhokunga nahi gujarti caron par
Aur log kehenge yeh kesa kutta hai
Mai na kholunga pajama apna
Khudka khud me thoons le jamana apna
Itna sasta nahi hai khajana apna
Mera toh koyi aur hi dhandha hai
Apni sharton pe jee kar chatpata lunga
Jab thak jaunga toh apne par kata lunga
Phir koyi darwaja khat khata lunga
Aur puchunga koyi khali fanda hai
Bin khidkiyon, darwajon ke
Usme Deewaron pe rang samajon ke
Pankhe se Latke fande reewajon ke
Usme mera dam ghoot ta hai
Mai so lunga mandiron chaubaro par
Reh lunga akela tyoharon par
Bhokunga nahi gujarti caron par
Aur log kehenge yeh kesa kutta hai
Mai na kholunga pajama apna
Khudka khud me thoons le jamana apna
Itna sasta nahi hai khajana apna
Mera toh koyi aur hi dhandha hai
Apni sharton pe jee kar chatpata lunga
Jab thak jaunga toh apne par kata lunga
Phir koyi darwaja khat khata lunga
Aur puchunga koyi khali fanda hai