Home 🎬 Bollywood 🎵 Pakistani 🎤 English Pop

Niyam Ho

👤 Arohi Mhatre, Aditi Prabhudesai, Pragati Joshi, Maithili Panse, Sonal Naik, Rucha Soman, Deepti Rege, Deepanshi Nagar, Ann Fernandes, Dr.Pallavi Shyam Sundar, Shivika Rajesh , Riddhi Sampat, Kinjal Shah, Umesh Joshi, Vijay Dhuri, Mandar Pilvalkar, Vivek Naik, Rahul Chitnis, Saurabh Wakhare, Janardan Dhatrak, Gaurav Medatwal, Chaitanya Shinde, Abhishek Jhawar, Nimish Shah, Yash Kapoor, and Mayukh Pareek 🎼 Super 30 ⏱️ 4:00
🎵 767 characters
⏱️ 4:00 duration
🆔 ID: 9969572

📜 Lyrics

Apni taqdeer jo
Apne haathon likhe
Apni hasti bana sake

Raja ya rank ho
Jag uske sang ho
Zyada jo ank paa sake

Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka nayaa ye niyam ho

Bedi agyaan ki pighla ke gayan se
Bandi sapne chhuda sake
(Bandi sapne chhuda sake)

Kudrat mein ek sa haq sabko hai diya
Sab haq apna kamaa sakein
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka nayaa ye niyam ho

Koi hunar jisme ho
Samay uska hi badalta hai
O. maati nazar aata ho
Pighalkar sona ugalta hai

Kya lena zaat se
Kya lena naam se
Pehchaane sabko unke kaam se

Boye dastoor ne jitne matbhed hain
Unko jad se mita sakein

Raja ya rank ho
Jag uske sang ho
Zyada jo ank paa sakein

Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka nayaa ye niyam ho
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka nayaa ye niyam ho

⭐ Rate These Lyrics

Average: 0.0/5 • 0 ratings