Aawaara Angaara (LYRICS) - Tere Ishk Mein | Dhanush, Kriti | AR Rahman | Faheem Abdullah | Irshad K

Published 16, Nov 2025

RohitMix Lyrics


Description:
Song: Awaara Angaara
Song Composed, Produced, and Arranged by A.R. Rahman
Vocals: Faheem Abdullah
Lyrics: Irshad Kamil
Mixed and Mastered by Nitish R Kumar
Musicians:
Additional Programming: Shubham Bhat
Duduk: Kamalakhar
Classical Guitar: Renin Raphael
Duff: Hariprasad TS
Chorus Arranged and Recorded by Arjun Chandy
Chorus: Pooja Tiwari, Nikitha Venkatesh, Shifa Ruby, Harshil Pathak, Nitesh Aher, Omkar Bhat, Padmaja Sreenivasan, Deepthi Suresh, Sushmita Narasimhan
Music Label: T-Series

#AawaaraAngaara #TereIshkMein #FaheemAbdullah #Dhanush #KritiSanon #ARRahman #RohitMixLyrics

LYRICS -

Teri Kayanaat, Mere Khaali Haath Aur Taar-taar Sapne
Gaye Zakhm Jaag, Mere Seene Aag, Lagi Saans-saans Tapne
Teri Kayanaat, Mere Khaali Haath Aur Taar-taar Sapne
Dardo Se Choor, Gham Ka Guroor, Kahoon Kya Main Haal Apne

Aawaara, Aawaara
Aawaara, Angaara
Raaton Mein Dooba
Ambar Ka Banjaara
Jaane Toota Kyun
Main Sheesha, Na Taara

Teri Kayanaat, Mere Khaali Haath Aur Taar-taar Sapne
Gaye Zakhm Jaag, Mere Seene Aag, Lagi Saans-saans Tapne

Koi Udhaari Hai, Seene Pe Bhaari Hai
Patthar Hai Ya Dil Hai
Main Hi Akela Hoon, Main Hi Toh Vera Hoon
Yeh Kaisi Mehfil Hai
Roothe Savere Hain, Aadhe Hi Mere Hain
Aadhe Hain Yeh Tere
Tu Hai Nighaaеin Mein, Laava Hai Aahon Mein
Par Sard Shaam Gherе

Aawaara, Aawaara
Aawaara, Angaara
Aansoo Hain Mere
Ya Pighla Hai Paara
Jaane Toota Kyun
Main Sheesha, Na Taara

Mere Imtehaan Tu Jo Le Raha Hai
Ab Na Riyaayatein Kar
Maine Ishq Sikha, Maine Pyaar Sikha
Tu Chaahe Nafratein Kar
Maine Dil Diya Hai, Maine Dard Liya Hai
Tu Sauda Hi Maan Le Par
Mere Imtehaan Tu Jo Le Raha Hai
Ab Na Riyaayatein Kar

Aawaara, Aawaara
Aawaara, Angaara (Angaara)
Raaton Mein Dooba
Ambar Ka Banjaara
Jaane Toota Kyun
Main Sheesha, Na Taara

Mere Imtehaan Tu Jo Le Raha Hai
Ab Na Riyaayatein Kar
Maine Ishq Sikha, Maine Pyaar Sikha
Tu Chaahe Nafratein Kar

Releted More Videos

You May Also Like