Safar Full Video - Jab Harry Met Sejal | Shah Rukh Khan, Anushka Sharma | Arijit Singh | Pritam

Published 27, Oct 2017

SonyMusicIndiaVEVO


Description:
Presenting the Full Song Video of Safar, the most soulful and popular track from the film Jab Harry Met Sejal. Voiced by Arijit Singh, penned by Irshad Kamil and composed by Pritam, this song is truly mesmerizing.

#safar #shahrukh_khan #anushkasharma #arijitsingh #travellingsongs #irshadkamil #pritam

Song Name - Safar
Movie - Jab Harry Met Sejal
Singer - Arijit Singh
Composer - Pritam Chakraborty
Lyricists - Irshad Kamil
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

Lyrics:

Ab na mujhko yaad beeta
Main toh lamhon mein jeeta
Chala ja raha hoon
Main kahaan pe ja raha hoon
Kahaan hoon?
Iss yaqeen se main yahan hoon

Ki zamana yeh bhala hai
Aur jo raah mein mila hai
Thodi door jo chala hai
Woh bhi aadmi bhala tha
Pata tha
Zara bas khafa tha

Woh bhatka sa raahi
Mere gaanv ka hi
Woh rasta puraana
Jisey yaad aana

Zaroori tha lekin
Jo roya mere bin
Wo ek mera ghar tha

Puraana sa darr tha
Magar ab na main
Apne ghar ka raha

Safar ka hi tha main
Safar ka raha…

Idhar ka hi hoon na
Udhar ka raha
Safar ka hi tha main
Safar ka raha (Repeat once)

Main raha
Main raha
Main raha

Neel patthron se meri dosti hai
Chaal meri kya hai raah jaanti hai
Jaane rozana
Zamana wohi rozana

Shehar shehar fursaton ko bechta hoon
Khaali haath jaata khaali laut ta hoon
Aise rozana
Rozana khud se begana

Jabse gaanv se main shehar hua
Itna kadva ho gaya ki zehar hua
Main toh rozana
Na chaaha tha yeh ho jaana maine

Ye umrr, waqt, raasta.. Guzarta raha

Safar ka hi tha main
Safar ka raha

Idhar ka hi hoon na
Udhar ka raha
Safar ka hi tha main
Safar ka raha (Repeat once)

Main raha.. Oo..
Main raha.. Wo..

Main raha

Safar ka hi tha main
Safar ka raha

Releted More Videos

You May Also Like