Shreya Ghoshal - Hasi | Audio Lyrical | Emraan Hashmi, Vidya Balan | Hamari Adhuri Kahani

Published 16, Oct 2025


Description:
Feel the magic of love with Hasi, the soulful romantic track from Hamari Adhuri Kahani. Sung beautifully by Shreya Ghoshal and composed by Ami Mishra.

#hasi #hamariadhurikahani #shreyaghoshal #emraanhashmi #vidyabalan #amimishra

Singer: Shreya Ghoshal
Album: Hamari Adhuri Kahani
Lyricist: Kunaal Vermaa
Music: Ami Mishra
Music Label: Sony Music India

Lyrics:

Main jaan ye vaar doon, har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon
Main jaan ye vaar doon, har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon

Saari hadein maine meri ab maine tod di
Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye

Haan, hasi ban gaye, haan, nami ban gaye
Tum mere aasmaan, meri zameen ban gaye

Kya khoob Rab ne kiya, bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan hum kaafiron ko Khuda
Kya khoob Rab ne kiya, bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan hum kaafiron ko Khuda

Hasratein ab meri tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye

Haan, hasi ban gaye, haan, nami ban gaye
Tum mere aasmaan, meri zameen ban gaye

Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2025

Subscribe & Follow Sony Music India:
https://www.youtube.com/@UC56gTxNs4f9xZ7Pa2i5xNzg
https://www.facebook.com/SonyMusicIndia
https://www.instagram.com/sonymusicindia
https://www.snapchat.com/add/sonymusic_india
https://twitter.com/sonymusicindia

Releted More Videos

You May Also Like