Hasan Raheem - Tareekhi (Audio)

Published 28, Dec 2022

Hasan Raheem


Description:
From the album ‘Nautanki’
Streaming platform link : https://lnk.to/Nautanki

Written Composed and Performed by Hasan Raheem

Produced by Abdullah Kasumbi

Cover Art: FT.WASTUDIO
Creative Direction: Shams Mansur
Photography: Hassan Mazhar

Lyrics :

Teri khushi ki dua har ik sadaa main
Na raha main koi aur aye

Tu jo chahti tujko wo mila sai
Mera dil dukhray kis ko sunaye

Deewaron nay sunliya na
Tareeki day ab Mera ssaath
Umeed pay dunia zinda
Day sabar mujko ae khua

Chahat-e-dil thee tu hi naa
Ang ang say nikli thee dua
Bay gharaz dee tunay dagha
Lagta kaheen ka na raha


Could’ve been more than this
Love for you that’s all i wished
All the lies in disguise
Ended our love to it’s demise

Saaya tera jabsey gaya
Tabsey mera har din naya
Kehna jo tha wo keh diya
Parda karlaingay jaan e jaan

Jan e jaan

Dera wafa ka bhar gayi bewafai
Meri muhabbat kyun na raas ayi

Mera tera milna hai ab adhoora
Sari khatyen mainay jo bhualyi

Angaron si teri ada
Jal gaya ulfaton ka baab
Umeed pay bhi hai zinda
Day sabar mujko ae khuda

Tabeerain un Khawabon ki jaan
Jo dikhaye tunay thay han
Chora kaheen ka tunay na
Kuch na huwa dai gai dagha

Saaya tera jabsey gaya
Tabsey mera har din naya
Kehna jo tha wo keh diya
Parda karlaingay jaan e jaan




Connect :
Hasan Raheem
https://www.instagram.com/hasan_raheem
https://www.facebook.com/hasanraheeem
https://twitter.com/hasanraheeem

Abdullah Kasumbi
https://instagram.com/abdullahkasumbi

℗ 2022 Shakarsounds (Private) Limited

Releted More Videos

You May Also Like